Zahin Mein Ek Sawal Ata Ha Ishq Per Kyun Zawal Ata Ha Urdu Hindi Poetry Lyrics
Zahin Mein Ek Sawal Ata Ha Ishq Per Kyun Zawal Ata Ha Pehle Tum Mujh Ko Yad Ate The Ab Tumhara Khaiyal Ata Ha Sab Se Bezar Ho Gia Hun Mein Zehni Bemar Ho Gia Hun Mein Koi Achi Khabar Nahi Mujh Mein Yani Akhbar Ho Gia Hun Mein ذہن میں ایک سوال آتا ہےعشق…