Kon Rakhy Ga Yaad Humey Es Daur e Khud Garzi Mein By Allama Iqbal Urdu Poetry – Ghazal

کون رکھے گا یاد ہمیں اس دور خود غرضی میں

حالات ایسے ہیں لوگوں کو خدا یاد نہیں

ہم کون ہیں کیا ہیں با خدا یاد نہیں

اپنے اسلاف کی کوئی ادا یاد نہیں

ہے اگر یاد تو کافر کے ترانے ہی بس

ہے اگر نہیں یاد تو مسجد کی صدا یاد نہیں

بنت حوا کو نچاتے ہیں سرے عام محفل میں

کتنے سنگ دل ہیں کہ رسم حیا یاد نہیں

آج اپنی ذلت کا سبب یہی ہے شاید




سب کچھ ہے یاد مگر خدا یاد نہیں

Kon Rakhy Ga Yaad Humey Es Daur e Khud Garzi Mein

Halat Aise Hain Logun Ko Khuda Yaad Nahi

Hum Kon Hain Kia Hain Ba Khuda Yaad Nahi

Apne Aslaf Ki Koi Adaa Yaad Nahi

Hai Agar Yaad Tu Kafir Ke Tarane He Bas

Hai Agar Nahi Yaad Tu Masjid Ki Sada Yaad Nahi

Bint e Hawa Ko Nachate Hain Sire Aam Mahfil Mein

Kitne Sang Dil Hain Keh Rasam Haya Yaad Nahi

Aj Apni Zilat Ka Sabab Yahi Hai Shayed

Sab Kuch Hai Yaad Magar Khuda Yaad Nahi

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Top